Hoti nahi mohabbat surat se, mohobat to hoti hai dil se surat unki khud hi pyari lagti hai, jinki kadar dil me hoti hai



Download 15,52 Kb.
Sana03.03.2017
Hajmi15,52 Kb.
#3765
Zindegi ke safar main bahut se dost milenge, hum kya humse bhi behtar milenge. paar hume na bhulana hum kaha bar bar milenge..

Meri dosti ka hisab jo lagaoge, meri dosti ko behisab paoge, paani ke bulbule si hai meri ye dosti, zara si thes lagi, dhoondthe rehjaoge.

Jab jab aapse milne ki ummid nazar ayi, mere paav mai janjir nazar ayi, gir pade aasun aankho se, or har ek aansu mai aapki tasvir nazar ayi.

Raat gujri phir mehekti subha ayi, dil dhadk aphir tumhari yaad ayi, aanko ne mehsoos kiya uss hawa ko, jo tumhe chhukar hamare paas ayi.

Toofan me kashti ko kinari bhi milte hai, jahan me longo ko sahare bhi milte hai, duniya me sabse pyaari hai zindagi, kuch log zindagi se pyaare bhi milte hai.

Teri judai ajeeb si lagti hai, tujse baat kiya hue muddat si lagti hai. jab sochta hoon jindagi ke bare mein, tab teri dosti ek zaroorat si lagti hai.

Har kinare ko kinara na samjho, har sathi ko sahara na samjho, nazar nazar ka farq hota hai, har nazar ko pyar ka ishara na samjho.

Dard kafi hai bekhudi k liye, maut zaroori hai zindagi k liye, kaun marta hai kisi k liye, hum to zinda hai sirf aapki “dosti” ke liye.

Hoti nahi mohabbat surat se, mohobat to hoti hai dil se. surat unki khud hi pyari lagti hai, jinki kadar dil me hoti hai.

Ishq ke charche bahut hai, husn ke parche bahut hai, humne bhi dekha ishq karke, bap re ishq mein KHARCHE bahut hai.

Tere aane ki aas hai, shaam phir bhi kyun udas hai, mekhi hui fiza ye kehti hai, tu kahin aas pass hai.

Ek dhadakte dil ke piche koi bat hoti hai, ek udas dil ke piche kisi ki yaad hoti hai, apko pata ho–na-ho apki khusi ke piche hamari FARIYAD hoti hai.

Sabne kaha ishq dard hai, humne kaha ye dard Kabul hai. Sabne kaha is dard ke sath ji nahi paoge, humne kaha dard ka sath marna Kabul hai.

Sazed dil mein tarane bahut hai, zindgi geena ke bahane bahut hai, aap sada muskutate rahe, aap ki muskurahat ke deewana bahut hai.

Tujhe dekha bina teri tasveer bana sakta hu, tujhse mile bina tera hal bata sakta hu. Hai love mein mera dum itna ki apne aankho ke aasoo tere aankho se gira sakta hu.

Pyar karne wale ki kismat buri hoti hai, har mulaqat ek judai hoti hai, waqt mile to rishto ki kitab par lena, dosti har risthe se badi hoti hai.

Hum khaak zameen ki ho kar ke, uss chand ki hassrat kar baithe. Wo cheez khud se unchi thi, hum jisse mohobbat kar baithe.

Khiche-khiche hua rahete ho kyu? Dhyan kiska hai? Jara batao yeh imtehan kiska hai. Hame bhula do magar yeh to yaad hi hoga ke naye sadak par purana makan kiska hai.

Meri har khata par naraz mat hona, apni pyari muskan kabhi na khona, rahat milte hai dekhkar apni muskurahat ko, mujhe maut bhi aajaye to bhi tum na rona.

Chandani chand se hoti hai, sitaro se nahi. Asli mohobat ek se hoti, hai hazaro se nahi.

Log milte hai bichad jate hai, sirf dil ke taar ched jate hai, youn to milte hai hum hazaro se, par kuck aap jaise log dil mein utar jate hai.

Ah! Ki awaaz kutch aur hoti hai, anssuo ki aag kutch aur hoti hai, kaun chate hai appano se bicharna ko, par majburio ki baat kutch aur hoti hai.

Mehek mohabbat ki kam nahi hoti, mohabbat se zindagi kam nahi hoti, saath zindagi me aapka ho agar to zindagi ‘ janat se kam nahi hogi ‘

Har karz dosti ka ada kaun karenga, hum hi nahi rahenge to dosti kaun karega, a khuda mere dost ko salamat rakhna, nahi to mere jeena ki dua kaun karega.

Hoton pe dosti ke fasane nahi aate, sahil pe samamdar ke khazane nahi aate, udne do parindo ko shokh hawa mein, fir laut ke school ke zamane nahi aate.

Kabhi ki hogi suraj ne chand se mohobat, tabhi to chand me daag hai, mumkin hai ki chand se hui hogi bewafai, tabhi to suraj mein aag hai.

Hum haste hai to unko lagata hai, enhe to adat hai muskurane ki, unhe kya pata yeh bhi ek ada hai gum chupane ki..

Do kadam to sab chal lete hai par zindagi bhar ka sath koi nahi nibhata agar ro kar bhulai jati yadein to hus kar koi gum na chupata.

Koi ankho ankho se baat kar leta hai, koi ankho mein mulakat kar leta hai, bada muskil hota hai jawab dena, jab koi hamosh rehkar sawal kar leta hai.

Woh pyar kya hain Jis mein judaai nehin, Woh ishq kya hain, Jis mein larai nehin, Woh jaan kya hain Jis mein rou nehin, Woh dil hi kya Jis main tu nehin.

Phool patto se judaa hai, kushboo say nehin. Tum mujh say judaa ho meri dil say nehin. Woh dil he kya Jo tere milne ke duwa na kare Mai tujhe bhool kar zinda rahoo yeh kudah na kare.

Khoobiya itna to nahi hum mein, ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge, per bhualna bhi aasan na hoga, eisa zaroor kuch kar jayenge…

Socha tha is kadar unko bhul jayenga, dekh kar bhi andekha kar jayenge. Par jabjab samne aye unka chera, socha isbar dekhle aglibar bhul jayenge.

Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki dhokha khaya hai, kyun dosh dete ho in kaanto ko, ye zakham to humne phoolon se paya hai.

Fir na simtegi agar dosti bikhar jaigi, zindagi zulf nahi jo fir se sawar jaigi. Jo khushi de tumhe tham lo daman uska. Zindagi ro ke nahi hass ke guzar jaiga.

Zindagi is tarah se lagne lai, rang ud jayega deewaro se. ab chupane ko apna kuch na raha, zakham dikhne lage dararo se.

Jawani ko zindagi ka nikhar kehte hai. Patjhad ko chaman ka majdhar kehte hai. Ajeeb chalan hai dunita ka yaaro, ek dhoka hai jise sab pyar kehte hai.

Humne kabhi bhi nahi ki unse bewafai, iss baat ka yakin unko dilate kaise. Chalo unko toh mna bhi lete kisi taraha, lekin haath ki lakiron ko mitate kaise.

Dil jo tootega to faryaad karoge tum, hum na rahe to hume yaad kaoge tum, aaj to kehte ho hamare paas waqt nahi, par ek din mereliye waqt barbad karoge tum.

Tere saath guzara lamha jab bhi yaad aayega, is janam k baad bhi tera khayal aayega, agar baksha fir zindagi rab ne, tujhse hi dosti karne ko g chahega.

Hum vo nahi jo gum mein chhod denge, hum vo nahi jo tujhse naata tod denge, hum to tere vo dost hai jo agar teri saanse ruk jaye to apni saanse jod denge.

Wo waqt wo lamhe ajib honge, duniya mei hum khus naseeb hong. Door se jab itna yaad karte hai aapko, kya hoga us din jab aap hamare kareeb honge?

Aap paas raho ya dur, hum dil se dil ki awaz mila sakte hain. Na khat ke na phone ke mohataj hai hum, par aapke dil ko 1 hichki se hila sakte hai hum.

Jiski talash hai usko pata hi nahi, hamari chahat ko usne samjha hi nahi, hum puchte rahe ki kya tumhe pyar hai humse, wo kehte rahe pata nahi.

Unhone dekha aur ansu gir pade, bhari basant me jaise phul bikhar pade, dukh vo nahi k unhone hame alvida kaha, dumkh to ye hai k uske bad vo khud bhi ro pade.

Dil k dard ko zuba par late nahi, hum apni ankhon se ansu bahate nahi, zakham chahe kitna hi ghara kyu na ho, hum sanam ka aage tootte nahi.

Hotoon pe ulfath ka naam hota hai, ankhoon mein chalakta jam hota hai, talwaroon ki zarurat wahan kise, jahan nazron se qatal-e-aam hota hai.

Roop ka akarshan pyar nahi hota, man chaha sapne sakar nahi hota, har kisi pen a mar mitna dost, har kisi ke dil mein sachcha pyar nahi hota.

Tabtak pyar se pyar matkaro jabtak pyar aapse pyar nakare. Agar pyar aapse pyar kare to pyar ko itna pyar karo ki pyar kisi aur se pyar na kare.

Tujhe hi apna mukadar btate hai, hum khuda se phele tere aage sar jahukate hai hum, dosti ka rishta kabhi tod na dena, jis rishte ked um par muskurate hai hum.

Teri bekhudi me lakho paigam likhte hai, tere gam me jo gujri baate banaam likhte hai, ab to pagal ho gayi hai wo kalam bhi, jisse hum tera naam likhte hai.

Kab tut jaye kasam hi to hai, kab badal jaye nazar hi to hai, tum kisi k sath ki aadat mat dalna, kab bichad jayen zindagi hi to hai.

Gam ko bechkar khusiyi khareed lenge, khwaab bechkar zindagi khareed lenge. Hoga imtehaan to duniya dekhegi, khud ko bechkar aapki dosti khareed lengee.

Dil chahta hai ki tumse mulakat roz ho, zindagi k lamho mein tera sath roz ho, ho tumse kuch bate itne karib se jo umar bhar na bhule wo bat roz ho.

Reit per naam kabhi likhte nahi, reit pe likhe naam kabhi tikte nahi. Tunne humein pathar dil to keh diya per pathero pay likhe naam mitte nahi.

Har nazar ko ek nigah ka haq hai, har rooh ko ek aah ka haq hai, hum bhi dil le kar aaye hain is duniya mein, humein bhi ek gunah ka haq hai……..

Ishq vale ankho se ankho ki baat smj lete hai, spne me mil jaye to mulakat smj lete hai. Rota to asma b hai apni dhrti k liye, log uske ashko ko brsat smjlete hai.

Koi dikha ke roe, koi chupa ke roe, hamein roolaney valley hamein roola ke roe, marne ka maza to tab hai yaro jab kaatil bhi janaze par aa ke roe.

Vishwas banke log zindgi me aate he, khwab banke ankhon mein sma jatew hai, pehle yaken dilatehe k wo hamare he, fie jane kyu tanha chod jate hai.

Muddat se door the hum tum, ek jamane ke baad Milan achcha laga, sagar se gehri aapki dosti, tairna aata tha par-doobna achcha laga.

Taaden teri rakh di hai sambhalkar, dur kahi is dil se nikalkar, sab kuch to vapas le lita hai aapne dur jaakar, in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar.

Yahi to khubsurat dosti ka nata hai, jo bina kisi shart ke jiya jata hai, rahe duriya darmiya to parwah nahi, dost ko to har pal dil mein rakha jata hai.

Wajood na ho wo hasti kis kaam ki? Maza na de wo masti kis kaam ki? Jaha dil na lage wo basti kis kaam ki? Aur apko yaad na kare to wo dosti kis kaam ki??

Kash vadon ka matlab wo samjhte, kash khamosi ka matlab wo samjhte, eke k nazr kehti hai hazaron batein, kash meri ek nazar ka matlab wo samjhte.



Sirf yadon ka silsila rah haya, khuda jane unse hamara kya rishta ho gaya, ek chand chhup gaya jane kaha, ek sitara use dhundta rah gaya.

Socha tha unko is kadar bhool jayenge, samne ayenge to b palat jayenge, par jab bhi aaye chehre samne, socha is baar dekh le fir bhul jayen
Download 15,52 Kb.

Do'stlaringiz bilan baham:




Ma'lumotlar bazasi mualliflik huquqi bilan himoyalangan ©www.hozir.org 2024
ma'muriyatiga murojaat qiling

kiriting | ro'yxatdan o'tish
    Bosh sahifa
юртда тантана
Боғда битган
Бугун юртда
Эшитганлар жилманглар
Эшитмадим деманглар
битган бодомлар
Yangiariq tumani
qitish marakazi
Raqamli texnologiyalar
ilishida muhokamadan
tasdiqqa tavsiya
tavsiya etilgan
iqtisodiyot kafedrasi
steiermarkischen landesregierung
asarlaringizni yuboring
o'zingizning asarlaringizni
Iltimos faqat
faqat o'zingizning
steierm rkischen
landesregierung fachabteilung
rkischen landesregierung
hamshira loyihasi
loyihasi mavsum
faolyatining oqibatlari
asosiy adabiyotlar
fakulteti ahborot
ahborot havfsizligi
havfsizligi kafedrasi
fanidan bo’yicha
fakulteti iqtisodiyot
boshqaruv fakulteti
chiqarishda boshqaruv
ishlab chiqarishda
iqtisodiyot fakultet
multiservis tarmoqlari
fanidan asosiy
Uzbek fanidan
mavzulari potok
asosidagi multiservis
'aliyyil a'ziym
billahil 'aliyyil
illaa billahil
quvvata illaa
falah' deganida
Kompyuter savodxonligi
bo’yicha mustaqil
'alal falah'
Hayya 'alal
'alas soloh
Hayya 'alas
mavsum boyicha


yuklab olish